सोमवार, 26 मार्च 2012

main hun


Tu nahi to ter kwab sahi ,
teri yaad nahi to tere na hone ka gum hi sahi ,
tere pyar ke kabil main na sahi par teri nafrat main hon main aaj bhi wahi sahi,
teri duwaon main na rahun sahi par tere baduwaon main to zinda hun main aaj bhi ,
sirf isshi gum ke sath hi sahi ki teri nafrat main hun aaj bhi
par hun to sahi main kahin hun to sahi.....

                                                                   -TANYA

कोई टिप्पणी नहीं: