रविवार, 1 अप्रैल 2012

tum aaye.....

Kuch yun aaye tum meri zindagi main ki zindagi ko jeene ka bahana mile gaya , kuch aise aaye tum meri duniya main ki duniya ko samjhane ka bahana mile gaya , ki kuch iss tarha aaye tum ki mere zehen main apna gharonda bana gaye , par jab tum aaye to mere dil pe tum kuch na mit sakne wale kadamon ke nishan chod gaye, kuch yun aaye ki kabhi laut ke hi na jaa paye shayad tumhara aana hi meri takdir main likha tha ki jo tum aaye aur meri takdir ko badal gaye , to kuch iss tarha tum aaye

सोमवार, 26 मार्च 2012

main hun


Tu nahi to ter kwab sahi ,
teri yaad nahi to tere na hone ka gum hi sahi ,
tere pyar ke kabil main na sahi par teri nafrat main hon main aaj bhi wahi sahi,
teri duwaon main na rahun sahi par tere baduwaon main to zinda hun main aaj bhi ,
sirf isshi gum ke sath hi sahi ki teri nafrat main hun aaj bhi
par hun to sahi main kahin hun to sahi.....

                                                                   -TANYA